google par photo upload karne ka tarika in Hindi

Namaskar Jigar Ke challo Swagat Hai Aapka Ek Baar fir Se new Post ke sath
Google me Photo kaise Upload kare


Google_me_Photo

Hamne ne pahele Ki post me Batye the Google ke Top 10 Amazing facts Agar aap ne abhi tak nahi padha to Ek bar Jarur padhe ..

Dosto Aaj Ki ye Post khas Aapke Liye Hai Ye post Upload Karne ja Main Reason hai aapke massages or Aapka Pyaar

Maine Kuch Din pahele Mere Photo Jo Google me upload hai Unka Screen Short leke Whatsapp status , Insta .And Facebook pe share kiye the

To bahut se Logo ne Dekh kar muje massages kiye the ki Bhai Aapne photo google me kaise Dale Hame Bhi bataye
Ye Post unke Liye hai special

Dosto Google pe Photo Sabhi Upload karna Chahte hai But unhe Tarika Maloom nahi hota hai Or Google me Photo upload karne ka koi option bhi to nahi aata taki aap apani Photo Upload kar sake

Google me Photo Upload karne ke liye aapko kuch Tricks ka use karna hoga Fir aapki photo Google me Show HoNe lagengi

Google me Photo Upload karne ke liye ye post carefully Padhe

Google me Photo upload kyu kare 

1 . Best Impression Padegi Aapki

2 . Log Aap se Puchenge Bhai kaise kiya

3 . Hamari Photo Bhi upload kar do

main Apani City Se bahar Job ke liye gaya tha Or Waha Par 2 Log computer me Google pe Image Search kar rahe the Bussiness se Related Fir unhon ne Unka Name Search kiya to inki koi Images Nahi mili Fir Unhone Ne Mera naam enter Kiya To unhe Mere images Dekh ne ko mili To wo bahut impress Ho gaye Or muje Bolne lage Bhai kaise kiya Hamari Photo Bhi upload kar do
aap bhi Dekh sakte hai mera Naam Search karke Indra sinh Solanki 

Example Of my photos On Google 👇
Indrasinh_Solanki
Indra sinh solanki photos 


google par photo upload karne ka tarika

Google me Photo Dairect upload kiya Nahi jata hai Google me Photo Upload karne Ke liye Aapko Kuch Tricks Ko follow karne Honge to aapki Photo Google me Show Hogi

1 . Upload photo Google+
2 . Upload photo Social media

Google me Photo upload karne ki Trick 

Google me Photo upload karne se pahele Aapko ko Aapke Image ka name Change karna Hoga
Example
Indrasinh_solanki.Jpg

Aapko aapke photo ke Name Ko edit karna Hai aap Jis name Se google me Search karna chahte  Hai

Image Kaa name Change karne se Google ko pata chalata hai Kiska Name Hai To Wo Us name se Google me Index kar deta Hai Or aapka Image Google me Show hone Lagta hai

Image ka Name Change Kaise kare 

Image ka name Change karne ke liye
Gallery Open kare
Image open kare
Side me 3 Dot Icon pe Click kare
Details pe click kare
Title me Jo name Hai wo Change kare
Example :- indrasinh_Solanki

 1. Upload Photo On Google+

Google+ Google ka Hi social Network Hai Jaha par Apka Photo Upload karte hai To Aapki photo Ko google Jaldi se Index kar deta hai Or Google me show hone lagega

Google+ Best  Tarika Hai photo Upload karne ke liye Google me

Google+ par Photo Upload Karene ke Bad aapko Aapke Photo ke Url Ko copy karke Google me index karna hai
Google me index karne ke liye yaha click kare 
Link par click karke Aap image ke  Url ko Paste karke Submit kar de

2. Upload Photo On Social Media  

 Social Media Pe share kare matlab Aap Apani Image ka Name Edit kar le phir Aap image ko
Facebook
Instagram
Quara
Pinterest  par Share kare Photo Social Media Pe share karne Se Jaldi se google me Index Hoga
Aap apani Image ko jab Bhi Social Media Pe Share kare tab image ka Naam Jarur Change kar le Taaki Google ko Pata chal Sake ki Ye photo hai kis ki

Last Post 
Dosto Aap Hamne Diye Gaye tarike ke ko follow karke Google me photo dal skate hai Or Best Impression Jama Skate hai


Dosto Aap Is tarh se Apane photo ko google me upload kar sakte hai
Aapko Hamara Post kaisa laga hame comment ke Dwara Jarur bataye

Agar Aapko hamara post accha laga to Share jarur kare

Post a Comment

7 Comments

■ अगर आपका कोई सवाल है तो कमेंट करे ।
■ आपको हमारा पोस्ट कैसा लगा कमेंट में बताए ।
■ कमेंट में गलत शब्द का उपयोग ना करे ।