Apane Business Ko Google me kaise Add kare

How to add Business In Google - Hello friends Welcome Ek Or new Intresting Post How to add business in Google
Maine Aagli Post me Bataya tha Ki Google map me address kaise add kare agar aapne nahi padha To jarur Padhe.

How_to_add_my_business_on_google

Aaj kal Internet ke zamane me Aapne Business Ko Internet Promotion karna Chahiye Or agar Aapka BUSINESS google par add nahi Hai To aapka Bahut bada nukasan Hai KyoKi Log aajkal Sab Kuch internet Par Hi search karte hai Agar aapka Business Google me add to Aapke Liye bahut fayde Hai

Google me Business Add karne ke Fayde 

Google me Bussiness ko Add karna bahut jaruri hai Kyoki Internet ki Duniya hai Ab Log Internet par sab Search karte Hai

1. Bussiness ko Google me Add karne se main Benefit ye Hota hai ki agar hamari Company , Store address , location , Website , Service ke bare me customer ko Pata chalta Hain

2. Jab Koi Customer / Visitors Hmari business name Ya website address Dal ke search karta hain To hamara business page Google me First page me Show hota hai Jisse customer or Visitor par Best Impression padta hai ..

Google me Business kaise Add kare 

Sabse pahele google my Business ki Website pe jaye
Or add location par click kare
2. Apane Business ka Name Dale
3. Address Dale Or Next par click kare
4. Map me Apane address Ko select kare jaha Aapka Business hai
5. Apane Business ki catagory Dale
6. Apana Mobile Number Or Apani Website dale
7. Finish par click kare
8. Aapka Contact name dalna hai or mail par click karna hai

Finish par click karne ke bad Aapke Address par ek Postal Card Google my Business ki Or Se bhejne me aayega Or Us main Ek Code Hoga Wo AapKo Fir google my business ki website me dalna hai Jab aapke postal Card aa jaye tab

Postal Card se Pin Aane ke bad verify karne ke bad Aapka Business address google me show hone lagega

To Dosto aap Is tarah se Apane Business ko Google me add kar Sakte hai

Video Dekhe kaise add kare business ko Google me

Consolation
Is post me hamne jana Google me Apane Business ko kaise add karte hai Google ne business ko add karne ke fayde

Google me business ko add karne se bahut fayde hote hai or Business ki ek alag hi Impression padti hai Customer or visitor's par Or Google me Business add karne se trust bana Rahta hai Business ka ..

Aapko ye hamara post kaisa laga hame Comment ke Dwara Jarur bataye or apane Dosto ke sath share karna Naa Bhule 

Post a Comment

0 Comments