Google Pay App kya Hai - Kaise Use kare - Paisa kaise kamaye

Google Pay App kya Hai - Kaise Use kare - Paisa kaise kamaye 

Google_pay_Use_Kaise_Kare

Google Pay App ka Name pahele Tez App Tha Jo ki September 2017 me Tez App Ko launch kiya Gaya tha Google ne Ab Google ne Tez App ka name Change karke Google Play App Kar Diya hai

Google Pay Ke alawa Bhi bahut Sare payment Apps Hai Jaise Ki phone pe , Paytm, Mobikwik Or bhi Bahut Apps Hai Par Un apps ne Wallet ka Option hota hai Jo Aap Paisa transfer karte hai Wo Wallet Se Hota hai Par Google Pay App Hi ek Aesa App Hai Jis me App Paisa Direct Bank To Bank me Transfer kar sakte hai

Google Pay App Kya Hai ?

Google Pay App Ek Digital payment App Hai Jiski Madad se Ham Bank To bank paisa transfer  kar sakte hai Or Mobile recharge , Bill pay Or UPI ke Dwara Online payment kar sakte hai

Google pay App Feachers

Google pay App me Bahut Sare Feachers Hai Jis me se Kuch Feacher Other Upi App Jaise Hai Or Bahut kuch alag Type ke Hai Jo kisi Or Upi App me nahi Hai

Pre approve loan - Google Pay App Me Apko Pre approve Loan Milenga Jo Sidha Aapke Bank account. Me Aa jayenga Aapke Apply karte Hi

Security - is App me Koi Concept Nahi Sidha paisa bank To Bank Transfer Hota hai is me Google Ne 24/7 Multi layer security Diya Hai

Payment - Google Pay App Me Bahut Sare Payment option mil Jayenge. Jaise Sirf Account Number Or IFSC Se Kisi ko Payment Kar Skate hai.
Upi , Mobile Number , Or QR Code Ki madad Se  Direct Payment Kar Sakte hai

Online Merchant - Google Pay App me Aap Chote Mote Dukandar Ko online payment Kar sakte hai

Money Earning Schemes - Google Pay App Me Aapko Bahut Sare Earning Ke option Mil jate hai Jaise Refer se Earning lucky Winner , Or Stretch Card Ka Option Mil Jata jaha Se aap Accha Khasi Earning Kar Sakte Hai.

Google Pay App Download Kaise Kare Or Paisa Kamaye 

1. Sabse Pahele Google Pay Store Se Google Play App Download Karna Hai
2. uske Baad App Ko open Karna Hai language select karna Hai Or Next Button par Click karna Hai

3. Ab Aapko Apana Mobile Number Dalana [ Mobile Number Bank Account Se link Hona chahaiye ] Bad me Next button par click karna Hai

4. Ab Aapke Mobile Pe Ek Verification Code Ayenga Wo Dalna Hai.

5. Ab Aapko Choose an account ke Option me apane Gmail Ko Select karke Continue par Click karna Hai

6. Ab aapka Google play Account ban Gaya hai Ab Aapko Add bank Account pe click Karke Bank Account Add karna Hai.

Google pay App Se paisa kaise kamaye 

Google pay App Me Paisa Kamane ka Bhi Option Milta hai Jis me App Lukky drow, Refer , Or Sctretch Card ki madad se google play App Se paisa kama Skate hai

1.Refer Se kamaye 
Aap apne Dosto Ko Google pay App Or Invite karke Paisa kama Skate hai Jis me Google Play App Aapko 51Rs Per Refer Dega Or Samne Wala Install Karenga Use Bhi 51rs Milenge Or Aapko Bhi Jab Wo Apana First Transaction Complete karenga tab

2. Scretch card Se kamaye 
Aap Ko Google Pay App me Scratch card ka Option mil Jata hai Jaha Se Aap Agar 500Rs Se jayada ka Transection Karte hai To Aapko Stretch Card milta hai Jise aap Scratch karke 1000 tak Jit sakte hai Per stretch card se

3. Reward
One Of 50 million Reward Ye naya Hai Google play App Me Jis me Aap 5 se jyada Transaction karte hai To Aap 5rs se 100000 Tak Jit sakte hai

Aap Is tarh Se Google pay App Se paisa kama Skate hai Hai

Asked Questions and Answers About Google Pay 

1 .Kya Google pay Secure Hai 

Google pay App Sabse Popular Brand Google Ka App Hai  to Secure To Hoga Hi google Pay App me aapko App Lock Security Milti Hai Jise Aap Pin Laga Skate Hai Jise Aapke Siva Koi Google Pay Ko Use nahi kar skata

2. Google Pay par Cashback Milta Hai Ya nahi 

Han Google Pay App par aapko Bahut Si Chizo ke cash back milta hai Wo Aap Offer me Jake Check kar skate hai

Last Point 
Google pay  Best App Hai Online payment ke liye Kyonki Ye Secure hai or Google ka hai App To aapko Google ke Bare me To Pata hi Hoga Or Isme hame bank To bank Transfer ka Option milta hai Reward Or Bahut options Milte hai To Ye Online UPI payments Ke liye bahut Hi badiya App Hai 

Post a Comment

15 Comments

  1. Replies
    1. Thanks For comment akhileshforyou keep visit for intresting post

      Delete
  2. Such a great and informative article. Thanks for sharing

    ReplyDelete
  3. Bank Account Number Per Paise Transfer Karne Ke Liye Kya Dusre Person Ka Mobile Number Bank main Ragister Hona Jaruri Hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. account number par transfer karne ke liye jaruri nahi hai

      Delete
  4. Bahut khub hukm๐Ÿ‘๐Ÿ‘Œ

    ReplyDelete
  5. HAME GOOGLE SE SAMBANDHIT KOI SEYSTEM ACHCHA LAGATA HAI

    ReplyDelete

■ เค…เค—เคฐ เค†เคชเค•ा เค•ोเคˆ เคธเคตाเคฒ เคนै เคคो เค•เคฎेंเคŸ เค•เคฐे ।
■ เค†เคชเค•ो เคนเคฎाเคฐा เคชोเคธ्เคŸ เค•ैเคธा เคฒเค—ा เค•เคฎेंเคŸ เคฎें เคฌเคคाเค ।
■ เค•เคฎेंเคŸ เคฎें เค—เคฒเคค เคถเคฌ्เคฆ เค•ा เค‰เคชเคฏोเค— เคจा เค•เคฐे ।