Blogger Blog Se Traffic Dusre Blog Pe Redirect Kaise Kare

Blogger blog se traffic dusre blog par redirect kaise kare 
Blogger_blog_traffic_redirect


Agar Aap New Blogger  Hai or aap Apane dusre Blogspot Se new Blog Par Traffic Ko Redirect Karna Hai To Ye post Aapke Liye Kafi Help Full Hoga .
Agar Aapne Bhi old Blog Ke sath Or Koi New Blog Banaya Hai . Or aap Old Blog Ki Traffic Ko Apane New Blog Pe redirect Karna Chahte Hai to Ye Ek simple Tarika Hai jis ki Madad se aap aasani se Traffic Ko Redirect Kar Sakte Hai ..

Blogspot Blog Se Dusre Blog Par Traffic Redirect Kaise Kare.

  • Sabse pahele www.Blogger.com pe Login Kare
  • Login karne ke Bad Theme Par Click Kare
  • Edit HTML par Click Kare
  • <Head> ke niche Ye code paste kar de
<meta content='2;url=http://www.indrasinhsolanki.com//' http-equiv='refresh'/> 

Indrasinhsolanki.com Ki Jagah Pe Aapko Apane Blog Ka link add Karna Hai jis pe aap Traffic Redirect Karna Chahte Ho
Content=2 ki Jagah pe Aapko second set karne Hai ki itane Seconds ke Bad Blog Redirect Ho jaye
HEAD ke niche code paste karne ke baad aapko Save theme Par click Karke Theme Ko save Kar dena Hai

Bas Ab Aapka kaam Ho Gya Ab Jab Koi Aapke Old Blog Ko open Karenga To aapne Second Set Kiye honge Utne second Ke Baad visitor Aapke New Blog pe automatically Redirect Ho Jayenga

Post a Comment

6 Comments

  1. Very nice article this is very helpful thank you

    ReplyDelete
  2. Replies
    1. Thanks For comment Royal Shayri Group Keep Visit for more exaiting article

      Delete
  3. Thanks for sharing your article very helpful for seo beginner.

    ReplyDelete

■ अगर आपका कोई सवाल है तो कमेंट करे ।
■ आपको हमारा पोस्ट कैसा लगा कमेंट में बताए ।
■ कमेंट में गलत शब्द का उपयोग ना करे ।