How To Add Location On Google maps in Hindi

How To Add Location on Google maps - Agar Aap Bhi Add karna Chahte hai apane Address ko Google map me To post Ko Pura Padhe

Add_locations_To_Google_Maps

Google Map Me Missing Place Add karna Jaruri Hai Matalb ki Aap Bhi Apane Ghar ke address ko Google map Add karna Chhate honge hi kyoki Jab Bhi Aapke Waha Koi Relative aata hai Ya Fir Koi Bhi Aapke Waha Aata hai To Unhe Aapka Address Dhundh ne me Bahut pareshani Hoti hogi
But aagar Aapne Apne Address Ko Google map me Add kar Rakha hai To Wo Sidha Aapke Address pe Aa jayenge bina Kisi ko Puche
KyoKi Aajkal Internet ka Jamana Hai Or Sab Map Ke jariye hi Drive karte hai unknown places pe To Aapne Bhi aapke Ghar ka Address add kiya Huaa hai To Wo Sidhe aapke Ghar Google map Ke Dwara Aa Skate hai

How To Add Address In Google map 

Google map Me Address Add karne ke liye sabse pahele Aap Google map App Ko open kare

App Open karne ke Bad Upar left Side me 3 line wale icon par click kare

3 line par click karne ke Bad Add missing place par click kare

Add missing place par click karne ke Bad Aapko Apane Address ki Details Dalni Hai
How_To_Add_place_in_google_map

1. Palace name
2. Address mark location on map par click karke add kare
3. Catagory

Sab Details Add karne ke Bad Right Side me Upar send Icon par click kare

Send icon par click karne ke Bad aapka Address application Google ke Pass pahoch jayenga Or Wo Review karke 2 - 3 hour me Publish kar denge

Jab aapka Addresss Google map Me Publish Jo Jaynga Tab Aapko Mail Aa Jayega

Is tarah Se Aap Apane Address Ko Google map Me add kar sakte hai

Video Dekhe Youtube par


Consolation
Aaj Ki is Post me Hamane bataya how to Add Location on map , How To add place in Google map Jis ki madad se aap Apne location ko map me add kar sakte hai

Aapko ye hamara post kaisa laga hame comment ke dwara jarur bataye Or post ko share karna naa Bhule 

Post a Comment

2 Comments

■ अगर आपका कोई सवाल है तो कमेंट करे ।
■ आपको हमारा पोस्ट कैसा लगा कमेंट में बताए ।
■ कमेंट में गलत शब्द का उपयोग ना करे ।