google kya Hai - Google kisne banaya Or Google ki services in hindi

Google Kya Hai - Agar Aapko nahi pata Google kya hai Google Kisne Banaya or Google Ki kya kya services Hai to Aaj Ham Is post me Aapko Batayenge Google Kya Hai or Google Ki Services ke bare me

What-is-google-in-hindi

Aaj ke Time Me Internet Kon Use nahi karta Sab Log internet Use karte hai Or Jio ke Aane ke bad To Internet ka Uses bahut Hi badh Gaya Hai Jab Aap Internet par kuch Bhi Search karte Hai jagah koi chiz Or Kisi Ke bare me To Aapko Jawab Jaldi Se mil Jata hai Simple Bhasha me kahe To Google Search Engine ki madad se Aap Google ne Search karke Koi Question ka Answer Dhundh sakte hai

Google Kya Hai

Google Ek Search Engine Hai Jis Par Log Search karke Duniya bhar Ki jankari Hasil Karte hai Google Sabse popular Search Engine Hai Jis Par Koi Bhi Apane Question ka Hal Dhundh Sakta Hai


History Of Google in hindi

Google.com Domain 15 september 1997 me kharida Gaya tha Or 4 september 1998 me Compny Ghosit ki gai Thi 

Google Ki suruaat sergey brin Or Larry Page Ne Ki thi 1995 me mile the Or Vahi Se Google Search Engine ki Saruaat Hui

1998 Me Google Ka Pahela Doodle Home Page Bana Tha Lekin Ab Google 2000 se bhi Bhi Jyada Home Page Badalta Hai Pure World Me

San 2000 Me Google AdWords Ki Suruaat Hui Google AdWords Duniya Ki Sabse Badi Advertisement Compny Hai

2004 me Google ne Gmail ki Saruat ki
2004- 2005 me Map Banane Wali Compny keyhole ko Google Ne Khared liya Or Wahi Aaj Google map Se jana Jata hai

2006 me Google ne Youtube Ko Khareeda

2007 me Google Android Ko khareeda Mobile operating ka Sabse Accha System Hai Android

2008 me Google ne Apana Officially Browse Chrome Browser Launch kiya

2011 me Google + Project ki Sarkaar Hui

2012 me Google 4.1 Jelly been ka Update aaya Or google nexus 7 Tablet Launch kiya

2016 me Loon project ki saruat Hui jis me Jaha Internet nahi Pahochta Waha available karvaya Or google ka pahela mobile Google pixel launch kiya

2017 me Google ne Google i/o me Google.Ai launch kiya Jaha Aapko Ai tools Milenge Sath Hi Google lance Ki Saruaat Hui Jis ke Jariya aap Kisi Bhi Photo ko Leke jan skate hai Ki Wo kyaa hai

Ye tha Google ki Suruaat se leke Ab Tak Ka Google ka ithas Google ki History Aage Bhi Google Naya naya Kuch na Kuch Lata Hi Rahenga

Full form of Google

GOOGLE KA FULL FORM – “GLOBAL ORGANIZATION OF ORIENTED GROUP LANGUAGE OF EARTH” Hota Hai

Google kisne banaya Google ke founder Kon Hai 

Google ke Founder sergey brin Or Larry Page. Hai 

Google Ke Product Or Services 

Yaha Par ham Janenge Google ke Kon kon se Product Hai Or Kya kam ke Hai Or Google Product ki service

Android - Smat Phone Ke liye Sabse Jayda Use Hone Wala Operating system Android

Blogger - blogger Personal Blog Free me Banane ke liye Blogger

ChromeOs - Laptop or Pc ke liye operating System

Gmail - 10 Gb Free Storage ke Sath Free Email Service

Google Adsense - Website Developer Or Publisher ke liye Online Advertisement laga Kar paisa kama skate hai google adsense se

Google AdWords - Bussiness Ko Aage badhane ke liye Online Paid Advertisement ke liye Google adword 

Google Chrome - Google Ka Browser Jo Sbse Popular Browser Hai

Google Drive - 24 april 2012 me Sarkaar Hui Google Drive ki Could Storage Service Jis me Google User ko Apani File or Document online Edit Or Store karne ki Anumati Deta Hai

Google map - Google map Bahut Badiya Service Hai Jis me User Location. Online Find kar skate hai or Location Ke Dwara Traveling Kar skata hai

Google my business - Google my business Jis ke Aap Apne Business Ko Online Laa Skate hai Google My Business ki Madad Se 

Google photo - Google Photo Online service Hai Jaha Aap Photo Or Video Rakh Skate hai Or jab Man Chahe Tab Download kar skate hai

Youtube - Youtube Video Sharing Site hai Jaha Par aap Koi Bhi Video Search karonge Aapko Jarur milenga

Google pay - Google pay Google ki new Service Hai Jo  Online Payment App Hai 

Ye the Google Ke Kuch Product Or Google ki Kuch Services Jo Google Provide karta hai

Questions and Answers About Google

1 .Google ke ceo Kon Hai 

ЁЯСЙ Google ke Ceo Sundar pichai hai

2 .Google kitni Language me uplabdh hai

ЁЯСЙ 37 Language me avialavai hai Google


Last Point

Aaj Ki is Post me Hamane Aapko Bataya Google Kya hai Google ka full form kya hai or Google ke Founder kon hai Google Kisne Banaya Or Google Ki history Or Google ke Product or Google Ki services ke bare me.
Aapko ye post kaisa laga Hame comment me jarur bataye or Apane Dosto ke sath Share jarur kare

Post a Comment

0 Comments