Main aaj aapko bataunga ki online aadhar card kaise download kare
Aaj kal aadhar card ka use banking and her government karyo main use hota hai.
Or adhar card ka hona bahut jaruri hai
Ye aap jante hoge ki jab ham adhar card banavate hai tab hame ek slip milti hai use main time and date and hamara enrolment number hota.
Jab hamara adhar Internet pe genret hota hai tab hamne jo adhar card banvate samay number diya hota hai us pe massge ata hai.
Or aapka aadhar card na aya ho to aap online download kar sakte
Jab aapka adhar card gum ho gaya ho
To aap online aadhar card nikal sakte ho
To aaj ki Is post me Ham Janenge Ki aadhar kaise Download Karte hai
To aaj ki Is post me Ham Janenge Ki aadhar kaise Download Karte hai
How to download aadhar card online
Pahele aap is website pe jaye1:- apna adhar number / enrollment number and time date dale
2:- apna full name dale
3:- apana pin code dale
4:- is me aap Jo upar captcha diya huaa hai usaka number dale
5:- Ab aap us me Mobail number dale
Mobaile number dalne ke bad
Get onetime password
Pe click kare
Ab aapke mobail me 6 digit ka code ayenga
6:- us code ko dale Mobail me aya WO
Bas Ab validate & download
Pe click kare
Ab aapka aadhar card download hoga
Aadhar card PDF file me hoga
Ab aap us PDF file ko open kare open karne ke bad aapko ek password dalna hoga tab aapka aadhar card open hoga
Aadhar Card ka New Password kyaa hai Ye janne ke liye Ye Post padhe Aadhar me Password Dalkar Aap Aadhar Card Open Kar sakte hai
Aadhar card PDF file me hoga
Ab aap us PDF file ko open kare open karne ke bad aapko ek password dalna hoga tab aapka aadhar card open hoga
Aadhar Card ka New Password kyaa hai Ye janne ke liye Ye Post padhe Aadhar me Password Dalkar Aap Aadhar Card Open Kar sakte hai
Read post :- Aadhar card NEW PASSWORD kay hai hindi me jane
Ab aap uski print nikal kar use kar sakte ho
To friends kesi lagi aapko Hamari post hame comment karke jarur bataye or ha apne dosto ko share karna na bhule .
Agar aapko Aadhar card se related Koi problem Hai to hame comment me jarur bataye hum solve karne ki puri koshis karenge
Thank You !
आधार कार्ड से संबंधित ओर पोस्ट
- Aadhar Card Virtual Id kya hai kaise Genrete kare
- Aadhar Card New Password kya hai
- Aadhar Card Me mobile number kaise Update kare
- Aadhar Card Pan Card link kaise kare
- Aadhar Card kaha kaha Use huaa jane
- Aadhar Card Status kaise Check kare
- Aadhar Card bank Se link Hai ya nahi Jane
- Aadhar Card number Verify kaise kare
0 Comments
■ अगर आपका कोई सवाल है तो कमेंट करे ।
■ आपको हमारा पोस्ट कैसा लगा कमेंट में बताए ।
■ कमेंट में गलत शब्द का उपयोग ना करे ।