Hello Dosto aaj ki is post me hum aapko batayenge ki aap ghar baithe kaise jane aapka adhar card bank se link hai nahi Dosto goverment ne sabhi jagah par aadhar card ko velid kar diya hai ab hume koi bhi chota sa kam kyu na ho hame aadhar card dena farjiyat ho gya hai
hum aapko 2 tarike bataynge jis se aap Aapka aadhar card bank se link hai ya nahi jan sakenge
Dosto aap is tarah se online aapka aadhar card banks se link hai ya nahi jan sakte hai
Dosto Agar Aapko Aadhar Card se related Koi bhi problem Hai To hame Coment me Jarur bataye Ham Aapki Help karne ki puri koshis karenge
aadhar ek unic identy hai hame koi bhi document ka kam hota ha to aadhar card hamse pahele mangte hai
ab aap bank me account open karne jao ya for dusra koi bhi goverment work ya koi bhi dusre kam se jate ho to aadhar card aap se pahele mangte hai
is liye aaj ki is post me hum aapko batayenge ki aap ghar baithe kaise chack kare ki aapka aadhar card bank account se link hai ya nhi
ab aap bank me account open karne jao ya for dusra koi bhi goverment work ya koi bhi dusre kam se jate ho to aadhar card aap se pahele mangte hai
is liye aaj ki is post me hum aapko batayenge ki aap ghar baithe kaise chack kare ki aapka aadhar card bank account se link hai ya nhi
hum aapko 2 tarike bataynge jis se aap Aapka aadhar card bank se link hai ya nahi jan sakenge
Aadhar Card Bank Se Link Hai Ya Nahi
- SAbse pahele aadhar ki website open kare
- fir aadhar service me check Aadhar & bank account linking status par click kare
- bad me ek new window open hoga
- us main first me addhar number dale or secound me security code dale or send OTP par click kare
- ab aapke mobile me OTP aaya hoga wo Side me Enter OTP name ke box me dale or niche green colour ka Login button hoga us par click kare
ab aapko ek msg show hoga jis me green colour ka right icon hoga or apke bank ki details hogi jaise ki apka aadhar link huaa uski date or activate hai ya nahi wo show hoga or konsa bank ka account linked hai wo bank ka name
Dosto aap is tarah se online aapka aadhar card banks se link hai ya nahi jan sakte hai
Dosto Agar Aapko Aadhar Card se related Koi bhi problem Hai To hame Coment me Jarur bataye Ham Aapki Help karne ki puri koshis karenge
Thank you !
आधार कार्ड से संबंधित ओर पोस्ट
- Aadhar Card Virtual Id kya hai kaise Genrete kare
- Aadhar card kaise Download kare
- Aadhar Card New Password kya hai
- Aadhar Card Me mobile number kaise Update kare
- Aadhar Card Pan Card link kaise kare
- Aadhar Card kaha kaha Use huaa jane
- Aadhar Card Status kaise Check kare
- Aadhar Card number Verify kaise kare
0 Comments
■ अगर आपका कोई सवाल है तो कमेंट करे ।
■ आपको हमारा पोस्ट कैसा लगा कमेंट में बताए ।
■ कमेंट में गलत शब्द का उपयोग ना करे ।