Bank Account Ko Close kaise kare

Hello dosto aap Sabhi ka Fir Se swagat hai Is blog par Or aaaj Ki Is post me ham Bat karnege Bank Account Ko Band Kaise kare
Bank-account-close

Bank Account Band kaise kare Ye Janne ke liye aap Is pure post Ko Padhe Is Post me Hamne Step By step Bataya hai Ek Aap Apane khate ko Band kaise kar Skate hai Kisi Bhi Bank Account ko Latter likh Ke Band kaise karte hai

Bank Account Band Kaise Kare Or Kyo bank Account ko close kare aaj Ki is Post me ham Is Se Related Bat karenge To Sabse pahele ham jan lete hai Bank Account ko close kyo kare Iske piche ke karan Or Bad me Janenge Bank Account Close kaise kare

Bank Account Close kyo kare

1. Agar aapka sallery account hai or Ab aap Us bank account me Salary nahi Lete hai To Aap Bank Acount close karva Skate hai 

2. apake pass extra bank account hai Or Aap use nahi kar Rahe hai To Aap bank account Close kar Sakte hai

3. Agar aap apane bank account ne balance mainten karke nahi rakhte hai to aap Bank account close karva Skate hai 

4. Agar aapke account me Balance nahi hai Or Bank Se charge katata hai To aapn bank account close kar sakte hai


Dosto yaha par hamane kuch karan jane Jis ki wajah se aap ko apana bank account close karva Sakte hai Ho Ab Ham Janate hai Bank me application likh ke bank account close kaise karvate hai ..

Bank account close karne ke liye aapko ek Application latter likhana Hai bank me jake or Sath me jo apko bank Account open karte time chize mili Thi Wo Aapko Bank me vapas Jama Karvani Hai passbook , Debit card , Checkbook ye Sab Aapko latter ke Sath Bank me Jama Karvani hai

Bank Account close karne ke liye latter kaise likhe

To
The Manager,
ABCD Bank,
Street Park Branch,
Palanpur

Subject: Close Bank Account.

Dear Bank,
This letter is to inform that you kindly close bank account 12345667 in your bank. I am not operating this account from a long period of time. Now, I decided not continued this account. I am returning my Debit /credit card, pass-book and check book to the bank branch. I request you to please return my existing balance through demand draft or transfer to my new account.

Thanking you,

Yours Sincerely
Name: indra sinh
Acount Number: 12345667
Date:22/03/2019

Aap Is Tarah ka Latter likh kar Sath me bank ke passbook , debit card or check book ko lekar ja ke bank me jama Karva De Ye Latter Dene ke bad Bank Aapke bank Account ko Close kar Dega

Dosto aapko Ye hamara Post Kaisa Laga hame comment me jarur bataye or apane Dosto ke sath Share karna na bhule Or Post Se Related Koi Bhi Sawal Ho To Comment box me Puche

Post a Comment

0 Comments